|
|
Ratoon ko uth ker ansoo bahana acha nahi
Ankhon ko sitaron sey sajana acha nahi
Waqat ka pehya kabhi rukta nahi
kisi key lot anney ki umeed lagana acha nahi
ye pathroon ka shehar hai nadaan
yahan aina dekhana acha nahi
zulmaton main basny waly kab talib hotey hain
noor ki yahan shama jalana acha nahi
Aajiz rahoon ke chalan wo kia janey
garoor inkey matti main milana acha nahi
