|
|
Rasm-e-muhabbat hai sub mutta lutta dena
Taqaza-e-ishq hai sir tasleem-khum katta dena
Gr tamanna ho duniya key andheeray mittaney ki
pao jo khud ko be-bus tu dar-o-baam jala dena
jin sey khadsha ho nassheman ki barbadi ka
un chiraghon ko sare-shaam bhuja dena
Jo dagh-e-maqarfat dey ker jabasy shehar-e-khamoosham main hum
tum bhi batoor-e-saza katbay pe likha naam mitta dena
Wazahtain Mangney araha hai wo jo bewafa tha kabhi qais
Muskura ker milna tum hijr ki har zakhmi shaam chupa dena
