|
Youn dil sey kisi dard ka peeman nahi krty
Ab jaan pey bani hai to darman nahi krty
Har yaad ko youn zakhm banaty nahi dil ka
Har teer ko pewast-e-rag-e-jaan nahi krty
yeh masla ab ahl-e-muhabbat ka hai apna
Mrty hain to kuch app pey ahsaan nahi krty
Khat laen na laen tra,ham nama bron ko
Ham dekhty rehty hain pareshan nahi krty
Aisa bhi to rakhty nahi khanjar pe gulo ko
itna bhi to qatil ko pasheemaan nahi krty
kab shameen jalata hai shab-e-mah mein koi
Tu aey to ham gher mein charaghan nahi krty
Logon ko guman tak nahi hota hai junou ka
Ham dil ki tarah chaak girebaan nahi krty
ham taj key chaly aty hain yar-o-dar jana
Ghalib ki tarah minat-e-darban nahi krty
Ahmad Faraz