|
Samney Manzil thi or Peechy uski Awaaz,
Rukta to Safar hata,Chalta to Bichar Jata
Mehkhana bhi usi ka tha,mekhaar bhi usi ka tha
Ager peeta to emaan jata,na peeta to sanam jata
Saza Aisi mili mujhko,zakhm Aisey Lagey Dil per
Chupata to jigar jata,Sunata to Bikhar jata
Mery Gham ki dawa na thi siwaey Yaar key koochey key
Mein jaun to kidher jaun,Mein jata to kidher jata???