|
ik shakhs ko dekhta tha taroon ki tarha ham ney
ik shakhs ko chaha tha apno ki tarha ham ney
ik shakhs ko samjha tha phoolon ki tarha ham ney
wo shakhs qayamat tha kia karon uski bateen
din uskyliey paida or us ki hi theen rateen
kab milta kisi sy tha hm sy thin mulaqateen
rung uska shahabi tha zulfoon main theen mehkareen
ankhein thi ky jadu tha palkein thi key talwarein
Dushman bhi ager dekhein to jaan sy dil haarein
Kuch tum sy wo milta tha batoon main shabahat thi
Han tum sa hi lagta tha shokhi main shararat thi
Lagta bhi tum hi sa tha dastur-e-Muhabbat mein
Wo Shakhs hamein ik din apno ki tarha bhola
Phir hath na aya wo hamny bohat dhondha
Tub kisliey chonkey ho kab zikr tumhara hai
Kab tum sy takaza hai kab tum sy shikayat hai
ik taza hikayat hai sun lou tou inayat hai!!!
ik Shakhs ko dekha tha taroon ki tarha ham ney