|
|
Phir us key Jatey hi ye Dil Sunsaan ho ker Reh Gaya
Acha bhala ik Shehar tha veeran ho ker Reh Gaya
Rut ney Mery Charoon Taraf Kheenchey hisaar baam-o-dar
Yeh sheher phir mery liey zindaan ho ker Reh Gaya
Kuch din mujhey awaaz di Logon Ney us key naam sey
Phir shehar bhar mein wo meri pehchan ho ker Reh Gaya
Ik Khawab ho ker reh gaen gulshan sey apni Nisbatein
Dil Raiza Kaanch Ka Guldaan ho ker Reh Gaya