Wednesday, 28 November 2012

Insan Mein Hewaan Yahan bhi hai Wahan bhi hai

Insan Mein Hewaan Yahan bhi hai Wahan bhi hai
Allah Nighibaan Yahan bhi hai Wahan bhi hai

Khoon Khawar Darindoun ky Faqat Naam Alag hain
Har Shehar Bayaban Yahan bhi hai Wahan bhi hai

Naroun ka sakoon,Wadoon key Ghar,Khawaboon ki Khushiyan
Bazar Mein Saman Yahan bhi Hai Wahan Bhi Hai....!!

Ghazal Shayari

 

© 2011 Shayari, Urdu Shayari, Urdu SMS, Urdu Poetry - Designed by Mukund | ToS | Privacy Policy | Sitemap

About Us | Contact Us | Write For Us