|
|
Biphri Mojeen,Door Sahil,ik Sahara Chahiyey
Andhioon Mein Ghir Gaya hon Ab kinaara Chahiyey
Doobney waley ko ik Harf-e-Tasalli Tha Bohat
Doobney Waley ko Tinkey Ka Sahara Chahiyey
Larr Na paoon ga key duniya bher key Ghum hain Samney
Sath Mujh "Tanha" ko Ab Har Dam tumhara chaiyey
Kis ko Hogi Jaan ki Parwah Phir aey jaan-e-Jaan
Ik Zara Bas teri nazroon ka ishara chaiyey
Ishq hai Dewangi ka naam doja Dosto!!!
Jis ko Chahein Har Gharri Us ka Nazara Chahiyey