|
|
Ghar ki chatt pey leeta
youn hi Asmaan ko takta ehta Hon
Taroon sey tera naam
likhta rehta hon
Kaisa Pagal Hon Main
hawaon sey tera pata pochta rehta hon
yadoon key kaie jhoonkey
chalay atey hain
Bazm-e-Khalwat main
Saja ker unko taaq-e-dil main
Tujhey Sochta Rehta Hon
Ghar ki chat pey leeta
Mai Aksar
Teray Angan ki
Surmai Shaam
May Dhalta Rehta Hon
