|
|
Wo jis pey Umr Lagi mujhey bananey Mein
Usi Ka hath hai shamil Mujhey mitaney Mein
Har Aik Moorr pey us ney dagha diya mujh ko
Jisey Mein Apna Samjhta Raha Zamaney Mein
Ajeeb hai yeh Khud hi bujhana chahti hai
Mohsin Hawa ki thi shamil Marzi Diya Jalaney Mein
Mohsin alaahyaar,Sahiwal